Mera dil tuta hai…

Mera dil tuta hai…

Аудиозапись

Gaana zor se bajake
Mai beithungi…
Phir se raat ko akeli
Kamre mai soungi…
 
Phir se aakhon se haasu
Aa rahe hai…
Bahar bhi nahi nikalna…
Kis ke liye?!
 
Kis ko batau jo dil mai
Sare chinta hai?
Kis se samarthan mangna
Mujhe chahiye?
 
Is duniya mai akeli
Hamesha mai hoon…
Aie, Uparwaala, batao
Mai kya karoo?
 
Mai kya karoo
Agar dil rote-rote
Bahoot thak gaya…
 
Mai jaau kaha, Bhagawaan,
Agar nirdaya hai duniya…
 
Dil… Mera tuta hai…
Bas… Sab kuch khatam hai…
 
Jo log mere bare mai kahte,
Kaese dafa karoo?
In logon ko jo dukha diye
Kaese mai maaf karoo?
 
Aur koi nahi mere sath,
Sirf Aap hai, Bhagwaan…
Aur mai bahoot thak gai…
Dil mera parishaan…
 
Kisi ko pata nahi
Raste mai kya hoga…
Kisi ko pata nahi
Kisi se pyar hoga…
 
Kisi ko pata nahi
Kon baad mai chod dega…
Kisi ko pata nahi
Dil kab tut jaega…
 
Mai abhi taak tum se
Bahoot pyar karti hoon…
Abhi tak tumhare bare mai
Sochti hoon…
 
Raat ko tumhare vaja se
Hamesha roti hoon…
Aur koi nahi aaega mere pas…
Koi nahi bolega:
“Tension mat lo…
Mai hoon na tumhare sath…”
 
Mujhe pata hai…
Tum vapas kabhi nahi aayega…
Mujhe maaf karo…
 
Mai kya karoo
Agar dil rote-rote
Bahoot thak gaya…
 
Mai jaau kaha, Bhagawaan,
Agar nirdaya hai duniya…
 
Dil… Mera tuta hai…
Bas… Sab kuch khatam hai…
 
Mai kya karoo
Agar dil rote-rote
Bahoot thak gaya…
 
Mai jaau kaha, Bhagawaan,
Agar nirdaya hai duniya…
 
Dil… Mera tuta hai…
Bas… Sab kuch khatam hai…
 
18.03.2024
© Uma Parvati Poudyal
 
“Kuchh sapane tumne tod die,
baakee hamane dekhna chhod die…”
 
( Rajesh Kumar )